Ae meri zohara jabeen Print
User Rating: / 0
PoorBest 
Saturday, 14 March 2009 17:17
Ae meri zohra-jabeen,
tujhe maalum nahi
Tu abhi tak hai haseen
aur main jawaan
Tujhpe qurbaan meri jaan meri jaan
Eh meri zohra-jabeen
Ye shokhiyaan ye baankpan,
Jo tujh mein hai kahi nahi
Dilo ko jeetne ka fan,
jo tujh mein hai kahi nahi
Main teri Main teri aankho mein paa gaya do jahaan
Eh meri zohra-jabeen
Tu meethhe bol jaan-e-man,
Jo muskuraake bol de
To dhadhkano mein aaj bhi,
Sharaabi rang ghol de
Oh sanam Oh sanam main tera aashiq-e-jaawida
Eh meri zohra-jabeen
Last Updated on Saturday, 14 March 2009 17:25